मशीनी युग में जीते हो मशीनों से बनो तुम भी कमानों से वो चलती हैं कमानों से चलो तुम भी मशीनें दिल नहीं रखतीं वो चलती हैं या रुकती हैं दिली बातों को सुनना छोड़ खजूरों से तनो तुम भीमशीनें इठला के चलती हैं जहाँ पैसा बरसता है रईसों के ही गीतों को अतः हरदम गुनो तुम भी मशीनों को तो बस मतलब है इक पैसा कमाने से इसकी खातिर ख़ुशी से गन्दी कीचड में सनो तुम भीमशीनें कितनी भी अच्छी हो इक दूरी तो ज़रूरी है मधुकर वरना रुग्णालय की इक शय्या चुनो तुम भी शिशिर मधुकर
Оформить и получить экспресс займ на карту без отказа на любые нужды в день обращения. Взять потребительский кредит онлайн на выгодных условиях в в банке. Получить кредит наличными по паспорту, без справок и поручителей
Bahut sundar air sahi Kara apnea .,Aaj ke youg mein Insaan machine ki Tara hi nota ja Raha hai
Correction. —– bahut sundar aur sahi Kaha aapne
Insaan. machine ki tareh hi Hota jaa Raha hai
Rachnaa pasand karne ke lie bahut bahut dhanyavaad kiran ji
Bahut hi sundar comparison machine ke sath aaj ke insaan ki zindagi ka…aise hi chalta raha to health issues to badhenge hi…
Aapki detailed pratikriyaa ke lie bahut bahut aabhaar Anu ……..
behad khoobsurat panktiya hai
Bahut bahut shukriya Anjali …………….
सर दिल तो मशीनों सा ही हो गया है आजकल, इसीलिए तो लोग डूबते हुए को देखकर बचने की बजाय वीडियो बनाते हैं. बहुत सूंदर रचना………………..
Aapki khobsoorat pratikriyaa ke lie anekon aabhaar Vijay.
bahut sundar…..
Dhanyavaad Vijay Kumar ……….
वाह! बहुत खूब शिशिर साहब दिल को छू लिया
Aapke shabdon ke lie bahut bahut shukriya …….
bhut bhut bhut khoobsurat gazal shishir ji………..
Tahe dil se shukriya Madhu ji …….
Behad khubsurat gazal Shshir ji
Thank you so very much Meena Ji. Koi apna naam bigaade ya galat bole to bhi achcha lagtaa hai.
Sorry ……, mistake ho gayi naam me Shishir ji.
TRULY SAID SHISHIR JI…………………..!!
हार्दिक आभार निवतिया जी
satya kathan…..aaj kal bhaav maschini….rishte machini….sab kuch mashini ho raha….sahi kataaksh….or lupt hoti jeevan shaili ko fir se jinda karne ka proksh paryaas………
Rachnaa saraahne ke lie anekon aabhaar Babbu ji. Chutti par the kya?
chhutti to nahin….vyast bahut aaj kal office mein….late bahut ho jaata….so time kam nikalta…koshish karta hoon sab rachnaayein padhne ka anand loon…par agar koyee rah jaaye to maafi ka hakdaar hoon….hahahahaha….
Anyways. Take Care.
बहुत ही खूबसूरत……….
Dhanyavaad Kajal ji ………… .
bahut sunder rachna sir…..
Thank you very much Maninder…….
आद0 शिशिर मधुकर जी सादर अभिवादन, आजकल मशीनीकरण के युग मे निसन्देह इंसानी फितरत में गिरावट आई है, पर अभी भी इंसान स्वेदनशून्य हो गया हो, मैं ऐसा नही मानता। आज निजता आयी है, व्यापकता की जगह,जो सत्य है। सृजनता पर मधुकर जी हृदय से बधाई निवेदित हैं।
Aur Surendra kaise ho. Bade dino baad. Kahan the bhaai. Asha hai sab kushal mangal hai. Bahut dino se aapki rachnaao kaa rasaswaadan nahin kiya. Asha hai ye fir se padhne ko milengi.
Aapka vichar bilkul sahi hai or main uskaa samman karta hun..Ummed hai aage bhi aapki pratikriyaaye milti rahengee.