Hai jid ,hai junoon hai,
Hauslo se udna aata hai hame.
Hwayen vipreet hai to kya hua ,
Dharayen anukool karna aata hai hame.
Agar aati hai bhadhayen meri raho me,
Manjil tak pahuchne ke liye ,
Bediya todna aata hai hame.
Nahi rahi ab mai kisi par Nirbhar,
Apne pairo par khade hona aata hai hame.
Agar karega ye jamana Atyachar ,
To is jmane ko jwab dena aata hai hame..
Apni lagan ,aur apne vishwas se ,
Apni Pahchan banana aata hai hame.
Hai kuch kamjoriya nari hone ke ,
To un kamjoriyo ko apni Takat ,
banana aata hai hame..
Ye gaon kya ,ye shahar kya ,
Sare janha me apni pahchan banana aata hai hame
by-ANJALI YADAV
9721550912
KGMU LKO
Оформить и получить экспресс займ на карту без отказа на любые нужды в день обращения. Взять потребительский кредит онлайн на выгодных условиях в в банке. Получить кредит наличными по паспорту, без справок и поручителей
अंजलि यादवजी….बहुत खूबसूरत और सही जोश के भाव….पर आप हिंदी टंकण प्रयोग करती तो और सुन्दर होता…….
Bahut Khoob Anjali
बेहद खूबसूरत………….
‘Dharayen anukool karna aata hai hame.’-
Very progressive thought by Anjali