jane kyu zindgi ek azeeb si kashmakash mein hai;
Jane kyu nhi apna hi dil ab apne bus mein hai.
Jis chehre ko shiddat se bhulana chahta hu main;
Jane kyu hi dikhta ab mujhe wo har ek shakhs mein hai.
Kabhi banana chahte the hum us shakhs ko humsafar apna;
Par lagta hai ki jaise khuda ka faisla bhi ab kaha hunare hak mein hai.
Ae khuda bus salamat rakhna us shakhs ki muskan ko hamesha;
Kyki sacchi mohabaat ko koun hai bhula pata akhiri waqt tak hai.
jane kyu zindgi ek azeeb si kashmakash nein hai;
Jane kyj nhi apna hi dil ab apne bus mein hai…..
हिन्दी टाइपिंग ko new tab men kholkar type karen to aapki rachana hindi men convert ho jayegi aur padhane men jyada khubsurat lagegi. Nice writing.